23 march shayari
Aatae Rab e Kareem Parcham Hamara Parcham ye Pyara Parcham Dil se nikle gy na mar kar bhi Watan ki ulfat Mairi matti se bi khusho wafa aae gy Aik howay tay to bana ta Pakistan Aik rahay gay to bachay ga Pakistan Us waqt qom ko aik mulk ki zarorat ty Aaj is mulk ko aik qom ki zarorat hai Mili nahy hai hamain Arz e Pak Tofay main Jo lakhon deep bujey hain to ye Charaag jala hai Zamane ko Hila daine k daaway bhandanay walo Zamane ko hila daine ki taqat ham bi rakhte hain Wo luttay puttay se qaafalay Jo watan bana kar chalay gae Jo na ruk sakay na jhuk sakay jo chaman saja kar chale gae hamain yaad hain hamain yaad hain sar faroshi ki tamana ab hamare dil main hai *New* 23 March Poetry in Urdu (23rd Youm e pakistan Shayari) Dhaikna hai zor kitna baazo e Qatil main hai Shaheedon ki zameen hai jisay Pakistan kehte hain Ye banjar ho k bi kabi Buzdil paida nahy karti Hazaron phool se chehre julas kay khaak howay Bhari mehfil main is tarah apna charaag jala Chalo k tor k rakh dain satam ki zanj...